Skip to main content

Humein Aur Jeene Ki Chahat (Duet) | Agar Tum Na Hote Song | Rajesh Khanna | Rekha | Raj Babbar - Lata Mangeshkar, Kishore Kuma

Humein Aur Jeene Ki Chahat (Duet) | Agar Tum Na Hote Song | Rajesh Khanna | Rekha | Raj Babbar - Lata Mangeshkar, Kishore Kumar Lyrics


Singer Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Music R.D.Burman
Song Writer Gulshan Bawra
Songs Lyrics
Song : Agar Tum Na Hote

Album : Agar Tum Na Hote

Artist : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Kishore Kumar Version:
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti -2
Agar tum na hote, agar tum na hote

(Tumhen dekhke to lagta hai aise
Bahaaron ka mausam aaya ho jaise) -2
Dikhaayi na deti andheron mein jyoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..

(Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa
Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa) -2
Kinaare pe bhi to leher aa duboti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..

Lata Mangeshkar Version:
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti -2
Agar tum na hote, agar tum na hote

(Tumhen kyaa bataaoon ke tum mere kyaa ho
Meri zindagi ka tum hi aasra ho) -2
Main aasha ki ladiyaan, na rah rah piroti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..

(Har ik gham tumhaara sahenge khushi se
Karenge na shikwaa kabhi bhi kisi se) -2
Jahaan mujh pe hastaa, khushi mujhpe roti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..

Sad Version (Kishore Kumar):
Na jaane kyoon dil se ye aawaz aayi
Milan se hai badhke tumhaari judaai
In aankhon ke aansoo, na kehlaate moti.
Agar tum na hote, agar tum na hote -2


Comments

Popular posts from this blog

Saans Song | Jab Tak Hai Jaan | Shah Rukh Khan | Katrina Kaif | Shreya Ghoshal | Mohit Chauhan - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan

 Saans Song | Jab Tak Hai Jaan | Shah Rukh Khan | Katrina Kaif | Shreya Ghoshal | Mohit Chauhan - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan Lyrics Singer Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan Music A. R. Rahman Song Writer Gulzar Song : Saans Album : Jab Tak Hai Jaan Artist : Mohit Chauhan, Shreaya Ghosal Saans.. mein teri Saans mili toh Mujhe saans aayi Mujhe saans aayi Mujhe saans aayi.. (Repeat once) Rooh ne chhoo li Jism ki khushboo Tu jo paas aayi Tu jo paas aayi Tu jo paas aayi Saans.. mein teri Saans mili toh Mujhe saans aayi Mujhe saans aayi Mujhe saans aayi.. Kab tak hosh sambhale koi Hosh ude toh Ud jaane do Dil kab seedhi raah chala hai Raah mude toh Mud jaane do Tere khayal mein Doob ke aksar (Umhun..) Achhi lagi tanhaai Saans.. mein teri Saans mili toh Mujhe saans aayi Mujhe saans aayi Mujhe saans aayi.. Aa..aa.. Raat teri baahon mein kate toh Subah badi Halki lagti hai Aankh mein rehne lage ho kya tum Kyu chhalki Chhalki lagti h...

Mehbooba Mehbooba | Sholay (1975) | Helen | Amitabh Bachchan | Bollywood Dance Hit Song - R D Burman

Mehbooba Mehbooba | Sholay (1975) | Helen | Amitabh Bachchan | Bollywood Dance Hit Song - R D Burman Lyrics Singer R D Burman Music R. D. Burman Song Writer Anand Bakshi Hoo, ooh, ooh, ooh, ooh, oh Mehbooba ae mehbooba Ooh, mehbooba ae mehbooba Mehbooba ae mehbooba hoo hoo hoo Gulshan mein gul khilte hain Jab sehra mein milte hain... (x2) Main aur tu Mehbooba ae mehbooba Mehbooba ae mehbooba hoo hoo hoo Gulshan mein gul khilte hain Jab sehra mein milte hain... (x2) Main aur tu Phool bahaaron se nikla, chaand sitaaron se nikla... (x2) Din dooba Ooh, mehbooba ae mehbooba Mehbooba ae mehbooba hoo hoo hoo Gulshan mein gul khilte hain Jab sehra mein milte hain... (x2) Main aur tu Husnu ishq ki raahon mein, baahon mein nigaahon mein... (x2) Dil dooba Ooh, mehbooba ae mehbooba Mehbooba ae mehbooba hoo hoo hoo Gulshan mein gul khilte hain Jab sehra mein milte hain... (x2) Main aur tu Mehbooba ae mehbooba, mehbooba ae mehbooba... (x2) Ooh, ooh...

Wish granter

  WISH GRANTER For one wish granted in a day-$13399, For one wish granted in a week $1339 lakh,For one wish granted in 10 days $669, For one wish granted in 1 month -$ 66.9.Deposit in the below account. Bank: AXIS BANK Bank A/ct No:008010100638265 IFSC Code: UTIB0000008 MICR Code: 500211002 OR Bank: ICICI Bank  A/ct No:004801628349 IFSC Code: ICICI0000048 BRANCH:Secunderabad branch,HYD,TELANGANA  Name:latha shilvanth Disclaimers for https://goldenlyricsrollon.blogspot.com/2021/03/wish-granter-1.html All the information on this website - https://goldenlyricsrollon.blogspot.com/2021/03/wish-granter-1.html - is published in good faith and for general information purpose only. https://goldenlyricsrollon.blogspot.com/2021/03/wish-granter-1.html does not make any warranties about the completeness, reliability and accuracy of this information. Any action you take upon the information you find on this website (https://goldenlyricsrollon.blogspot.com/2021/03/wish-granter-1.html)...