Mere Haath Mein - Full Song | Fanaa | Aamir Khan | Kajol | Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan - Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Aamir Khan, Kajol
Mere Haath Mein - Full Song | Fanaa | Aamir Khan | Kajol | Sonu Nigam | Sunidhi Chauhan - Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Aamir Khan, Kajol Lyrics
Singer | Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Aamir Khan, Kajol |
Music | Jatin-Lalit |
Song Writer | Prasoon Joshi |
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tu joh paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tu joh paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
(Tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaye ... tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaye)
Jitne paas hai khushbu saans ke
Jitne paas honthon ke sargam
Jaise saath hai karvat yaad ke
Jaise saath baahon ke sangam
Jitne paas paas khwaabon ke nazar
Utne paas tu rehna humsafar
Tu joh paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
(Rone de aaj humko tu aankhen sujaane de ... baahon mein le le aur khud ko bheeg jaane de ... hai joh seene mein qaid dariya woh chhut jayega ... hai itna dard ke tera daaman bheeg jayega)
Jitne paas paas dhadkan ke hai raaz
Jitne paas boondon ke badal
Jaise saath saath chanda ke hai raat
Jitne paas nainon ke kajal
Jitne paas paas sagar ke lehar
Utne paas tu rehna humsafar
Tu joh paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
(Adhoori saans thi, dhadkan adhoori thi, adhoore hum ... magar ab chaand poora hai falak pe ... aur ab poore hai hum)
Saari jannatein mere saath ho
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tu joh paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tu joh paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
(Tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaye ... tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaye)
Jitne paas hai khushbu saans ke
Jitne paas honthon ke sargam
Jaise saath hai karvat yaad ke
Jaise saath baahon ke sangam
Jitne paas paas khwaabon ke nazar
Utne paas tu rehna humsafar
Tu joh paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
(Rone de aaj humko tu aankhen sujaane de ... baahon mein le le aur khud ko bheeg jaane de ... hai joh seene mein qaid dariya woh chhut jayega ... hai itna dard ke tera daaman bheeg jayega)
Jitne paas paas dhadkan ke hai raaz
Jitne paas boondon ke badal
Jaise saath saath chanda ke hai raat
Jitne paas nainon ke kajal
Jitne paas paas sagar ke lehar
Utne paas tu rehna humsafar
Tu joh paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
(Adhoori saans thi, dhadkan adhoori thi, adhoore hum ... magar ab chaand poora hai falak pe ... aur ab poore hai hum)
Comments
Post a Comment