Rock On !! Musafir - Farhan Akhtar Lyrics
Singer | Farhan Akhtar |
Music | Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca |
Song Writer | Javed Akhtar |
Hai aankhon mein jalte sitare
Haseen hai nazare, khuli hai bahaarein
Hai yaadon ke rimjhim kinare
Main tere bina re hoon kiske sahare
Lagta hai sapno sa jahan
Main ek musafir hoon yahan
Hai aankhon mein jalte sitare
Haseen hai nazare, khuli hai bahaarein
Hai yaadon ke rimjhim kinare
Main tere bina re hoon kiske sahare
Lagta hai sapno sa jahan
Main ek musafir hoon yahan
Ab se pukaro raaton mein
Beete haseen lamha baaton mein
Par tu hai kahan
Aye jaane jahan
Beeta jaaye hai yeh pal pyar ka
Is pal ko kaise rukaon
Main kaise bataon
Yeh dil ki hai baatein
Na jaane woh meri kahani
Woh meri zubaani
Nasheeli si raatein
Lagta hai sapno sa jahan
Main ek musafir hoon yahan
Thandi si aahat hai seene mein
Bas teri chahat jeene mein
Par tu hai kahan
Aye jaane jahan
Beeta jaaye hai yeh pal pyar ka
Sapno se main jaag jaaon
Sabko sunaon meri kahani
Mujhko samajh mein na aaye
Koi bataye baatein purani
Lagta hai sapno sa jahan
Main ek musafir hoon
Main ek musafir hoon
Main ek musafir hoon yahan
Haseen hai nazare, khuli hai bahaarein
Hai yaadon ke rimjhim kinare
Main tere bina re hoon kiske sahare
Lagta hai sapno sa jahan
Main ek musafir hoon yahan
Hai aankhon mein jalte sitare
Haseen hai nazare, khuli hai bahaarein
Hai yaadon ke rimjhim kinare
Main tere bina re hoon kiske sahare
Lagta hai sapno sa jahan
Main ek musafir hoon yahan
Ab se pukaro raaton mein
Beete haseen lamha baaton mein
Par tu hai kahan
Aye jaane jahan
Beeta jaaye hai yeh pal pyar ka
Is pal ko kaise rukaon
Main kaise bataon
Yeh dil ki hai baatein
Na jaane woh meri kahani
Woh meri zubaani
Nasheeli si raatein
Lagta hai sapno sa jahan
Main ek musafir hoon yahan
Thandi si aahat hai seene mein
Bas teri chahat jeene mein
Par tu hai kahan
Aye jaane jahan
Beeta jaaye hai yeh pal pyar ka
Sapno se main jaag jaaon
Sabko sunaon meri kahani
Mujhko samajh mein na aaye
Koi bataye baatein purani
Lagta hai sapno sa jahan
Main ek musafir hoon
Main ek musafir hoon
Main ek musafir hoon yahan
Comments
Post a Comment