Rock On Title Video Song | Arjun Rampal, Farhan Akhtar, Prachi Desai, Purab Kohli, Koel Puri - Farhan Akhtar
Rock On Title Video Song | Arjun Rampal, Farhan Akhtar, Prachi Desai, Purab Kohli, Koel Puri - Farhan Akhtar Lyrics
Singer | Farhan Akhtar |
Music | Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca |
Song Writer | Javed Akhtar |
Dil kya kehta hai mera kya main bataon
Tum yeh samjhoge shayad main pagal hoon
Dil kya kehta hai mera kya main bataon
Tum yeh samjhoge shayad main pagal hoon
Dil karta hai TV tower pe main chad jaon
Chilla chilla ke main yeh sabse keh doon
Rock on!
Hai yeh waqt ka ishaara
Rock on!
Har lamha pukara
Rock on!
Yoon hi dekhta hai kya tu
Rock on!
Zindagi milegi na doobara
Dil karta hai sadkon par zor se gaaon
Sab apne apne ghar ki khidki kholein
Phir main aaise joshilay geet sunaon
Mere geeton ko sunke sab yeh bolein
Rock on!
Hai yeh waqt ka ishaara
Rock on!
Har lamha pukara
Rock on!
Yoon hi dekhta hai kya tu
Rock on!
Zindagi milegi na doobara
Jaise jeene ko dil chahe jee waise tu
Meri toh hai bas yeh raaye ki
Apne jitne bhi armaan hai poore karle tu
Rock on!
Hai yeh waqt ka ishaara
Rock on!
Har lamha pukara
Rock on!
Yoon hi dekhta hai kya tu
Rock on!
Zindagi milegi na doobara
Rock on!
Hai yeh waqt ka ishaara
Rock on!
Har lamha pukara
Rock on!
Yoon hi dekhta hai kya tu
Rock on!
Zindagi milegi na doobara
Tum yeh samjhoge shayad main pagal hoon
Dil kya kehta hai mera kya main bataon
Tum yeh samjhoge shayad main pagal hoon
Dil karta hai TV tower pe main chad jaon
Chilla chilla ke main yeh sabse keh doon
Rock on!
Hai yeh waqt ka ishaara
Rock on!
Har lamha pukara
Rock on!
Yoon hi dekhta hai kya tu
Rock on!
Zindagi milegi na doobara
Dil karta hai sadkon par zor se gaaon
Sab apne apne ghar ki khidki kholein
Phir main aaise joshilay geet sunaon
Mere geeton ko sunke sab yeh bolein
Rock on!
Hai yeh waqt ka ishaara
Rock on!
Har lamha pukara
Rock on!
Yoon hi dekhta hai kya tu
Rock on!
Zindagi milegi na doobara
Jaise jeene ko dil chahe jee waise tu
Meri toh hai bas yeh raaye ki
Apne jitne bhi armaan hai poore karle tu
Rock on!
Hai yeh waqt ka ishaara
Rock on!
Har lamha pukara
Rock on!
Yoon hi dekhta hai kya tu
Rock on!
Zindagi milegi na doobara
Rock on!
Hai yeh waqt ka ishaara
Rock on!
Har lamha pukara
Rock on!
Yoon hi dekhta hai kya tu
Rock on!
Zindagi milegi na doobara
Comments
Post a Comment