Socha Hai [Full Song] Rock On!! - Farhan Akhtar Lyrics
Singer | Farhan Akhtar |
Music | Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca |
Song Writer | Javed Akhtar |
Aasmaan hai neela kyun
Pani geela geela kyun
Gol kyun hai zameen
Silk mein hai narmi kyun
Aag mein hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahi
Pedh ho gaye kam kyun
Teen hai yeh mausam kyun
Chaand do kyun nahi
Duniya mein hai jung kyun
Behta laal rang kyun
Sarhaden hai kyun har kahin
Socha hai yeh tumne kya kabhi
Socha hai ki hai yeh kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi
Behti kyun hai har nadi
Hoti kya hai roshni
Barf girti hai kyun
Dost kyun hai roothte
Taare kyun hain tootte
Badalon mein bijli hai kyun
Socha hai yeh tumne kya kabhi
Socha hai ki hai yeh kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi
Sannata sunai nahi deta
Aur hawayein dikhai nahi deti
Socha hai kya kabhi
Hota hai yeh kyun
Woh o o ho ... woh o o ho
Aasmaan hai neela kyun
Pani geela geela kyun
Gol kyun hai zameen
Silk mein hai narmi kyun
Aag mein hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahi
Pedh ho gaye kam kyun
Teen hai yeh mausam kyun
Chaand do kyun nahi
Duniya mein hai jung kyun
Behta laal rang kyun
Sarhaden hai kyun har kahin
Socha hai yeh tumne kya kabhi
Socha hai ki hai yeh kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi
Socha hai yeh tumne kya kabhi
Socha hai ki hai yeh kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi
Pani geela geela kyun
Gol kyun hai zameen
Silk mein hai narmi kyun
Aag mein hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahi
Pedh ho gaye kam kyun
Teen hai yeh mausam kyun
Chaand do kyun nahi
Duniya mein hai jung kyun
Behta laal rang kyun
Sarhaden hai kyun har kahin
Socha hai yeh tumne kya kabhi
Socha hai ki hai yeh kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi
Behti kyun hai har nadi
Hoti kya hai roshni
Barf girti hai kyun
Dost kyun hai roothte
Taare kyun hain tootte
Badalon mein bijli hai kyun
Socha hai yeh tumne kya kabhi
Socha hai ki hai yeh kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi
Sannata sunai nahi deta
Aur hawayein dikhai nahi deti
Socha hai kya kabhi
Hota hai yeh kyun
Woh o o ho ... woh o o ho
Aasmaan hai neela kyun
Pani geela geela kyun
Gol kyun hai zameen
Silk mein hai narmi kyun
Aag mein hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahi
Pedh ho gaye kam kyun
Teen hai yeh mausam kyun
Chaand do kyun nahi
Duniya mein hai jung kyun
Behta laal rang kyun
Sarhaden hai kyun har kahin
Socha hai yeh tumne kya kabhi
Socha hai ki hai yeh kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi
Socha hai yeh tumne kya kabhi
Socha hai ki hai yeh kya sabhi
Socha hai, socha nahi toh socho abhi
Comments
Post a Comment