Chura liya hai-YAADON KI BARAT - Asha Bhosle, Mohammed Rafi,R.D. Burman Lyrics
| Singer | Asha Bhosle, Mohammed Rafi,R.D. Burman |
Chura liya hai tumne joh dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jana sanam
Ho le liya dil, O haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne joh dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jana sanam
Bahaar banke aaun kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaye yeh din kahin is hi tamanna mein
Bahaar banke aaun kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaye yeh din kahin is hi tamanna mein
Tum mere ho, O tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jana
Chura liya
Chura liya hai tumne joh dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jana sanam
Sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
Sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
Hai wafaa kya, is jahaan ko
Ek din dikhla dunga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne joh dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jana sanam
Le liya dil, haai mera dil

Comments
Post a Comment